Agar Apke Aadhar card ya Enrollment slip Kho gyi lost ho gyi hai. ya fir kisi wajah se aapke pass apka addhar card nhi hai to apko ghabrane ki jarurat nhi . Aap apne Adharcard/Enrollment slip dubara bhi prapt kar skte hai. fir se nikalwa skte hai. Ye sabhi kaam aap apne ghar baithe or mobile se bhi online pata kar skte hai. wo kaise karenge ham is post me batayenge .pahle aap is post ko pura sahi se padhiye fir tab jaake aap online ye kaam kariye.
khoye huye Aadhar card/Enrollment slip ke Details kaise pata kre Online .
aapke Aadhar/Emrolment Details ko Nikal ne ke liye aapke pass Register Mobile Number hona jaruri hai nhi to aap apne Details ko Online nhi nikaal skte hai.kyoki aapke pass ek OTP ayega jise aapko verify krna hoga Agar aapke pass register mobile Number nhi hai to aapko Aadhar Enrolment Center jaana hoga aur waha se aaapke apke sabhi kaam ko karana hoga.
Important note:- Aadhar Register mobile no. is important to find/search your Aadhar/Enrollment Details Online.
Chaliye dekhte hai online Aadhar/enrollment ke details ko kaise pata karte hai.
1. pahle aap ye decide kare ki aapko dono me se kon se details chahiye addhar card no. ya Enrollment slip no.
2. aapko aadhar card ki officially website me jaana hoga and Retrieve Lost UID/EID ki option ke udar jaana hai. ya fir is link ko open kren aap direct unki website me pahuch jayenge https://resident.uidai.gov.in/find-uid-eid
3. website me dekhe isme aapko do option puch raha hai. Aadhar number and Enrollment number isme se aap ek par click kren and diye gye Form ko fill kre fir last Send One Time Password par click kr de aapke pass OTP ayega Register mobile number par us OTP ko side me Enter OTP me fill krte hi aapke Register mobile number par aapka details(addhar no/enrollment no) aajyega.
Aadhar number/ Enrollment number aapke mobile me aa gya hoga jisse aap Online Aadhar Download kar skte hai .
Aadhar card Center aapke Area me kahan hai dundne ke liye ise padhe.
- Search Nearest Aadhar Enrollment Center
- Voter Card कैसे बनाए, online apply कैसे करे
- voter card में सुधर कैसे करें correction कैसे करें
- voter card घूम हो जाने पर क्या करें Duplicate voter id कैसे बनवाए
ummid hai aapko ye jankari helpful rahi hogi. is post se sambandh koi question ya sujhav ho to aap niche Comment kar skte hai. and is post ko share bhi kre. Thank You Read This Post.